Across the Miles we standTwo great friendsFriendship PoemsWe go through conversationsNo knowing if it’s a smile or a frownOur bodies stand miles apartTwo great FriendsWe’ll never be apartNot even the greatest distance will part usOur hearts stand as oneSo across the Miles we standIn our body formBut our hearts are oneIn our spirit formTwo great FriendsIs what we stand fo

falsafe ishq mein pesh aaye savalon ki tarahhum pareshan hi rahe apne khayalon ki tarahshishagar baithe rahe zikremasiha lekaraur hum toot gaye kanch ki pyalon ki tarahjab bhi anjamemuhabbat ne pukara khud kowaqt ne pesh kiya hum ko misalon ki tarahzikr jab hoga muhabbat mein tabahi ka kaheenyaad hum aayenge duniya ko havalon ki tarahPoet of the poem/ghazal or Nazam: Sudarshan Faaki

Happy Birthday, Old FriendCongratulations to you, my old friend,Birthday wishes to you, I send.You look good for your age, I could say,But you look good to me any day.When I look in the mirror, I sigh,‘Cause I know the mirror doesn’t lie.You’re aging like me, so you seeYou’re getting to be an old guy.By Karl FuchsBirthday poems do not always rhyme. This birthda

My little Girl, Don’t cry for meI’ll be right by your side.I’d never miss out on this daythat you become a bride.I’m here with you to hold your handand give your heart awayTo a man God chose to take care of youforever from this day.Today, I place your hand in hiswith blessings and with pride.My little Girl, Don’t cry for meI’ll be right by your side.

I never had a real mom, butI’ve had a mom that’s realIn all the things that moms should do,And all the things moms feel.I never had a mother, butI’ve had a mother’s love.I’ve had the kisses and the hugsThat therapists speak of.I guess I should be crazy withThe things that I’ve been through.But I’ve had all a kid could needBecause I have had you

charagoaftab gum, badi hasin rat thishabab ke naqab gum, badi hasin rat thimujhe pila rahe the wo ki khud hi shamma bujh gayigilas gum sharab gum, badi hasin rat thilikha hua tha jis kitab men, ki ishq to haram haihui vahi kitab gum, badi hasin rat thilabon se lab jo mil gaye, labon se lab jo sil gayesaval gum javab gum, badi hasin rat thiPoet of the poem/ghazal or Nazam: Sudarshan Faaki

gham ka khazana tera bhi hai mera bhiye nazarana tera bhi hai mera bhiapne gham ko geet banake ga lenarag purana tera bhi hai mera bhitu mujhko aur main tujh ko samjahaun kyadil divana tera bhi hai mera bhishahron shahron galiyon jis ka charcha haiwo afsana tera bhi hai mera bhimaikhane ki bat na kar waiz mujh seaana jana tera bhi hai mera bhiPoet of the poem/ghazal or Nazam: Shahid Kabi

kya khabar thi ke main is darja badal jaungatujh ko kho dunga tere gham se sambhal jaungaajanabi ban ke milunga main tujhe mahafil meintu ne chedi bhi to main baat badal jaungadhundh paye na jahan yaad bhi teri mujh koaise jangal mein kisi roz nikal jaungazid mein aaye hue masum se bache ke tarahkhud hi kashti ko dubone pe machal jaungaPoet of the poem/ghazal or Nazam:  Farhat Shahzad

Godmothers aren’t fairies in a tale,Offering a world that cannot be.Demand of them glass slippers and they fail,More likely to do favors naturally.On them you can depend for a relation:They offer gifts and guidance with a kiss.Having taken on the obligation,Each freely out of love gives what she is.Real godmothers have no wands or wings,So they must work with wisdom, love, and things.

kya khabar thi is tarah se wo juda ho jayegakhwab mein bhi us ka milana khwab sa ho jayegazindagi thi qaid hamen kya nikaloge us semaut jab aa jayegi to khud riha ho jayegadost banakar us ko chaha, ye kabhi socha na thadosti hi dosti mein wo khuda ho jayegaus ka jalva hoga kya jisaka ke parda nur haijo bhi us ko dekh lega wo fida ho jayegaPoet of the poem/ghazal or Nazam: Rustom Sehgal Wafa

A special world for you and meA special bond one cannot seeIt wraps us up in its cocoonAnd holds us fiercely in its womb.Its fingers spread like fine spun goldGently nestling us to the foldLike silken thread it holds us fastBonds like this are meant to last.And though at times a thread may breakA new one forms in its wakeTo bind us closer and keep us strongIn a special world, where we belong

ghar chod ke bhi zindagi hairaniyon mein haishaharon ka shor dasht ke viraniyon mein haikitna kaha tha us se ke daman samet leab wo bhi mere sath pareshaniyon mein hailaharon mein dhundhata hun main khoye huye nagincheharon ka aks behte huye paniyon mein haidarta hun ye bhi waqt ke hathon se mit na jayehalkee si jo chamak abhi peshaniyon mein haiPoet of the poem/ghazal or Nazam: Mumtaz Rashid

Huwa jo kuch bhulana chahiye tha,Use ab lout aana chaiye tha..!Yeh sara bojh mere sar pe kyon hai,Use bhi thora gham uthana chaiye tha..!Itni khamoshi se taaluk tor diya,Usey pehle batana chaiye tha..!Usi ki yaad ki khushboo hai dil mein,Mujhe jis ko bhulana chaiye tha..!Zara si galti pe rooth baithe,Kia use bas bahana chaiye tha?Mujhe pa kar use kiya chain milta,Jise sara zamana chahiye tha !!!

Huwa jo kuch bhulana chahiye tha,Use ab lout aana chaiye tha..!Yeh sara bojh mere sar pe kyon hai,Use bhi thora gham uthana chaiye tha..!Itni khamoshi se taaluk tor diya,Usey pehle batana chaiye tha..!Usi ki yaad ki khushboo hai dil mein,Mujhe jis ko bhulana chaiye tha..!Zara si galti pe rooth baithe,Kia use bas bahana chaiye tha?Mujhe pa kar use kiya chain milta,Jise sara zamana chahiye tha !!!

Aansu jo beh rahey hein inhein behney doYeh keh rahey hein dil ki baat, kehney doBuhat bawafa ho tum, yeh ham ko hai maloomTum apni wafa ki baat, apney tak hi rehney do!Mila to kia mila tumhein chahney kay baad Bas dukh hi seh rahein hein, hamein sehney doTum ney to keh dala sab haaledil apnaAb mujh ko apni daastaan bhi kehney doMar gaye auroon kay liye mainTum apni khatir ham ko Zinda rehney do..