Raaton Ko Uth Uth Rote HainRo Ro Kar Duaayen Karate HainAankhon Men Tasavvur Dil Men KhalishSar Dhunate Hain Aahen Bharate HainAi Ishq Ye Kaisaa Rog LagaaJiite Hain Na Zaalim Marate Hain

Samny hai wo mery kaha lamhon se tham jaen kabhi na door nazroon se na wo jaen na hum jaen ajab hain roog chahat ke suno neenden nahin aatin kisi k khwab ankhon main ager bachpan se jam jaen

Rukh Badalat Hai Zamane Ka ,Har Zamane MeinPhir Bhi Milta Hai Naame Mohabbat Har Bahane MeinShaamil Gar Naa Ho Yeh Duniye Phir Bhi Hum JiyenngeDard Woh Pyara Hai, Hota Hai Jo Ishq Chipane Mein

Tum Bin Jiya Jae KaisseTum Bin Raha Jae KaisseSadiyoon Se Lanmbi Hain Ratain…Sadiyoon Se Lanmbe Hain Din ..Ajao Ab Laot Kar Yeh Dil Kuch Keh Raha HayAja Laot Kar Yeh Dil Kuch Keh Raha Hay

Apni Zaat Ke Mehwar Mein Tujhey Zum Kar LoonIbaadaton Mein Tera Ishq Bhi Raqam Kar LoonTerey Ashkon Se Ho Agar “Wazoo” NaMumkinMein Terey Jissm Ki Matti Se “Tayamum” Kar Loon

Ishq mein mombati sa jal raha hoon main. Tere moh ki tapish hai, Pal pal har pal pighal raha hoon main. Roshni hoga ishq mera lakhon dil jalon ke liye, Hasratein dhagon mein piroye chal raha hoon main.

Bhar Aayi Meri Aankhen Jab Uska Naam AayaIshq Nakam Sahi Phir Bhi Bahut Kaam Aaya…Hamne Mohabbat Me Aisi Bhi Guzaari RaateinJab Tak Aansu Na Bahe Dil Ko Na Aaraam Aaya……Share By : Atif Aslam

Ishq Ka Qasoor Nahin, Aashiq Dil Ne Maara Hai..Ishq To Hai Paas Mere, Dil Mera Aawara Hai..Ab Judai Sahi Na Jaye, Maut Mujhe Gawaara Hai..K Ab Aa Bhi Jao, Dil Ne Tumhein Pukaara Hai…Share By : Bindu Mahajan

Naam Aya Bhi To Kin Namo MaiJa Mile Ishq Ke Na Kamo MaiAb To Rona Bhi Howa Hai ShamilRoz Mara Ke Kai Kamo MaiMil Liya Karta Hun Ab Bhi Tum SeTere Bheje Howe Peghamo MaiSham Teri Ik Judai Ki Bhi HaiMeri Beemar Parri Shamo Mai

ISHQ Wahi Hai Jo Ho Ek TarfaIZHAR E Ishq To Khwahish Ban Jaati HaiHAI Agar Ishq To Aankho Mein DekhoZUBAN Kholne Se Ye Numaish Ban Jaati Hai..please share with us izhar e mohabbat shayari 2 lines in comments sections below

Naam Aya Bhi To Kin Namo Mai Ja Mile Ishq Ke Na Kamo Mai Ab To Rona Bhi Howa Hai Shamil Roz Mara Ke Kai Kamo Mai Mil Liya Karta Hun Ab Bhi Tum Se Tere Bheje Howe Peghamo Mai Sham Teri Ik Judai Ki Bhi Hai Meri Beemar Parri Shamo Mai

Sahar gaheid mein dauresubu thapar apne jam mein tujh bin lahu thajahan pur hai fasane se hamaredimageishq hum ko bhi kabhu thaguloaina kya khurshidomah kyajidhar dekha udhar tera hi ru thaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Meer Taqi Mee

DaastaanEGhamEDil Unko Sunaii Na GayiBaat Bigdii Kuchh Aisii Ki Banaii Na GayiSab Ko Ham Bhool Gaye JoshEJunoon Mein LekinEk Teri Yaad Thi Aisi Ki Bhulaai Na GayiIshq Par Kuchh Na Chalaa DidaETar Ka JaadooUsne Jo Aag Lagaa Di Woh Bujhaai Na Gayi

Ye Zalim Zamana Kya Jane Ishq Kya Hota HeinIshq To Woh Chand HeinKi Iski Roshni Me Hum Kali Ki Tarah Kiljathe HaiIshq To Woh Kata HeinKi Iski Chuban Be Humko Meethe Lagti HaiIshq To Woh Aiyna HeinKi Usmein Humari Nahi Unki Chehara Dikai Deta Hai

Acha Lagta He Teri Yaad Mein Jaltay RehnaJaadEIshq Mein Gir Gir Ke Sambhaltay RehnaYaad Karna Tujhey AlamETanhayee MienOr Mehfil Mein Tujhey Door Se Taktay RehnaPehle Aata Ne Tha Ab Seekh Liya He Hum NeZinda Rehney Ke Liye Jaan Se Guzaartay Rehna