phir os ki yad ma dil beqarar hy nasir bichard ke jis sy hoi shehar shehar roswai  

Aghraz sy meri teri, chehry aty howay sabhi chenta wafa ka ek bhi, rishto ki dhol par ny

Zindagi To Bewafa HaiEk Din ThukrayegiMaut Hi Ek Sacchi Mehbooba HaiEk Din Zaroor Aayegi

Kahey ki nazdikiyaan aur kaahey ke raabtey, Ab to bas hai dooriyan aur door door k waaste

Aik shakhss per lutaa kar mene sari kayenaat, Tamaam umar ki tabahiyan apne naam kar li..

Dil ke luttney ka sabab puch rahi hai duniya, Yaad aa jaye na aese mein tera naam mujhe..

Hamarey baad tere imtehaan se kaun guzrey ga, Humi per hatam yeh tere zulm-o-sitam hain..

Saamney mere jo tum muu karke nahin bethey, Kya kisi ke saamney hai yeh qasam khayi hui ?

Waada karke aur bhi aafat mein daala ap ne, Zindagi mushkil thi, ab marna bhi azaab hua..

Kyon hath mein tere mujhe pathar nazar aya, Deewana agar thaa to main dunya ke liye tha..

Saaf bach nikle ga woh balaa ka zaheen hai, Mohabbat chorr de ga kismat ka bahana karke..

Kabhi kabhi teri beniaazi se khauf kha kar, Mein sochta hoon tu mera intikhaab kyun hai..

Yunhi Mausam Kee Adaa Dekh Ke Yaad Aya Hai Kis Qadar Jald Badal Jate Hain Insaan Jaanaa:(

Us ki nazron ke badalty hi janey kya hua, Jitne chehrey janey pechaney they anjaney lage..

Agar nadaamat* se tum ko bachna tha, Faisley khud kiye nahin hotey.. (nadaamat;guiltiness)