Dil Se Dil Juda Nahi Hote , Yu Hi Kisi Pe Fida Nahi Hote, Pyar Se Badkar To Dosti Ka Rishta Hai, Kyunke Dost Kabhi Bewafa Nahi Hote.

Chiraghon Se Agar Andhere Door HoteTo Chandni Ki Chaahat Kyun HotiKat Sakti Agar Ye Zindgi AkailayTo Dost Naam Ki Cheez Hi Kyun Hoti?

Her Kali Tuj Se Khusbu Udhaar MangheAftab Tuj Se Noor Udhar MangayRab Karay Tu Dosti Aisi NibayeK Log Muj Se Teri Dosti Udhaar Mangay

Hasi Ke Raste Pe Chala KaroKhushiyun Ki Mehak Liya KaroPyar Sy Diloon Ko Chua KaroJahan Apko Gum Nazar AyeIs Nachez Ko Yaad Kiya Karo

Rab Ne Agar Ye Rishta Banaya Na Hota,Ek Dost Ko Duje Se Milaya Na Hota,Zindagi Ho Jati Bejaan Agar,Maine Tere Jaisa Dost Paya Na Hota.

Rab Ne Agar Ye Rishta Banaya Na Hota,Ek Dost Ko Duje Se Milaya Na Hota,Zindagi Ho Jati Bejaan Agar,Maine Tere Jaisa Dost Paya Na Hota.

Mahak Dosti Ki Ishq Se Kum Nahi HotiIshq Se Zindgi Khatam Nahi HotiSath Agar Ho Zindgi Main Doston KaTo Zindgi Jannat Se Kum Nahi Hoti

Khuda Ne Agar Ye Rishta Banaya Na HotaAik Dost Ko Mujh Se Milaya Na HotaZindagi Ho Jati Hamari BejanAgar Ap Jaise Dost Ko Paya Na Hota

Kahte Hai Dosto Me Kuch Adat Hoti Hai Satane KiKahte Hai Dosto Me Kuch Adat Hoti Hai Satane KiYehi Toh Tareeka Hai Apni Dosti Jatane Ki

Dua Karte Hain Hum Sarko JhukayeAe Dost Tu Apni Manzil Ko PayeAgar Kabhi Tere Raahon Mein Andhera AayeRoshni Ke Liye Khuda Hum Ko Jalaye

Aaj Khushiyon Ki Koi Badhai Dega,Nikla Hai Chand To Dikhai Dega,Ae Dost Dosti Ki Hai Humne Aapse,Aapka Ek Aansu Bhi Ghira To Sunai Dega..

Dillagi Dosto Ke Naam Hoti HaiDilldari Dosto Ki Shaan Hoti HaiKahi Bhi Raho Par Rahoge Dil Me MereYahi Sachchi Dosti Ki Pehchaan Hoti Hai

Phoolon Ki Mahek Ko Churaya Nahi Jata,Suraj Ki Kirno Ko Chhupaya Nahi Jata,Kitni Bhi Duri Ho Dosti Me,Aap Jaise Dost Ko Bhulaya Nahi Jata.

Zindagi Kissi Ki Amanat Nahi HotiAmanat Me Kabhi Kayamat Nahi HotiDil Ko Sambhal Kar RakhnaKyun Ki Meri Dosti Ki Kaid Me Zamanat Nahi Hoti

Aapki Dosti Ki Ek Nazar ChahiyeDil Hai Beghar Use Ek Ghar ChahiyeBas Yuhi Saath Chalte Raho Ae DostYe Dosti Hume Umar Bhar Chahiye…!!