Dosti Toh Sirf Ek Ittefaaq Hai,Yeh Toh Dilon Ki Mulaakaat Hai,Dosti Nahi Dekhti Yeh Din Hai Ki Raat Hai,Isme Toh Sirf Wafaadaari Aur Jasbaat Hai

Darde Dil Sehna Aasan Nahi Hota,Kimti Cheez Ka Har Koi Kaabil Nahi Hota,Yeh To Rab Ki Meherbaani Hai,Warna Tumsa Dost Har Kisiko Haasil Nahi Hota

Sitaron Ke Bagair Asman Men Kya Rakha Hai,Bin Tere Jeene Men Rakha Kya Hai?Lagta Hai Sub Kuch Adhura Sa,Dosti Ke Bagair Duniya Men Rakha Kya Hai?

Aisa Dost Chahiye Jo Hame Apna Maan SakeHamare Har Dukh Ko Jaan SakeChal Rahe Ho Haum Teyz Baarish MePhir Bhi Paani Me Se Ansuon Ko Pehchaan Sake

Khushiyon Par Fizaon Ka Pehra Tha,Na Jane Kis Umeed Pe Dil Thehra Tha,Teri Ankhon Se Jhalakte Dard Ki Kasam,Yeh Dosti Ka Rishta Pyar Se Gehra Tha

Karo Ge Yaad To Har Baat Yaad Aye GiGuzartey Waqt Ki Har Mulaqat Yad Aye GiTalash Karo Ge Hum Se Behtar Dost KoiNigah Dor Talak Ja Kar Laut Aye Gi

Khushyon Per Fizaon Ka Pehra HaiNa Jane Kis Umeed Pe Dil Thehra HaiAapki Aankhon Se Jhalakte Dard Ki QasamYe Dosti Ka Rishta Pyar Se Bhi Gehra Hai

Koi Tu Dost Meri Zindagi Main Aisa HotaMohbat Ki Tarhan Wafoon Jaisa HotaMeri Talsh Ki Haad Us Per Khatam HojyeZameen Per Ho Magar Asman Jaisa Hota

Dosti Se Keemti Koi Jageer Nahi Hoti,Dosti Se Khubsurat Koi Tasveer Nahi Hoti,Dosti To Hai Ek Kache DhagaIs Dhage Se Mazboot Koi Zanjeer Nahi Hoti,

Dosti Se Kimti Koi Jagir Nahi HotiDosti Se Khubsurat Koi Tasvir Nahi HotiDosti Yun To Hai Ek Kacha DhagaMagar Is Dhage Se Mazbot Koi Zanjeer Nahi Hoti

Ek Jaise Dost Sare Nahi HoteKuch Hamare Ho Kar Bhi Hamare Nahi Hote,Aap Se Dosti Karne Ke Baad Mehsus HuaKe Kaun Kehta Hai Zamin Par Taare Nahi Hote Hai

Kya Mangu Khuda Se Tumhe Paane Ke BaadKiska Karoon Intezar Tere Aane Ke Baad.Kiyun Dost Par Jaan Luta Dete Hai Log.Maloom Howa Tumein Dost Banane Ke Baad

Teri Dosti Me Khud Ko Mehfooz Maante HaiHum Dosto Me Tumhe Sabse Aziz Maante HaiAapki Dosti Ke Saaye Me Zinda HaiHum Toh Tumhe Khuda Ki Taaviz Maante Hai

Ager Ham Dost HotayTu Karam Ki Intaha KertayTumhain Palkoon Pe Rakhtay HumTumhain Dil Main Basaatay HumAger Tum Rooth Jatay TuTumhain Kitna Manatay HumJo Milnay Tum Nahi Aatay TuAa Ker Khud Tumhain MiltayTumhari Laghzishoon Ko BhiHansi Main Hum Ura DaitayAger Apni Khata HotiTu Khud Ko Bhi Saza DaitayMager Yeh Sab Jab Hi HotaAger Hum Dost Hotay TuMager Itna Hi Jana HaiK Tum Ne Aaj Tak Hum KoParaaya Keh Ker Jana HaiKabhi Hamdum Na Maana HaiAger Hum Dost Hotay Tu ….

hoti hai tere naam se vahshat kabhi kabhibarham hui hai yun bhi tabiyat kabhi kabhiae dil kise nasib ye taufiqeiztirabmilati hai zindagi mein ye rahat kabhi kabhitere karam se ae alamehusneafrindil ban gaya hai dost ke khilvat kabhi kabhidil ko kahan nasib ye taufiqeiztirabmilati hai zindagi mein ye rahat kabhi kabhijoshejunun mein dard ke tugayaniyon ke sathashkon mein dhal gai teri surat kabhi kabhitere qarib rah ke bhi dil mutamain na thaguzri hai mujh pe bhi ye qayamat kabhi kabhikuch apana hosh tha na tumhara khayal thayun bhi guzar gai shabefurqat kabhi kabhiae dost hum ne tarkemuhabbat ke bavajudmahasus ke hai teri zarurat kabhi kabhi  Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Nasir Kazmi