Kuch sitaarey teri palkon pe bhi roshan hon ge, Kuch rulaye ga mujhe bhi tera gham eid ke din..

Usne Silwa Bhi Liye Honge Siyaah Rang Ke Libas, Ab Moharram Ki Taraah Woh Eid Manaati Hogi…

Ye Eid Ke Pakwaan Ka Kuch Aaisa Aasar Hai.. Mehboob Ki Zulfain Bhi Lagti Hain Sawaiyaan.. 😛

Tujhey Yaad Karty Hain To Eid Mana Lety Hain, Hum Ne Apney Liye Teh’waar Alag Rakha hai…

Pathan: Ye bakra kitne ka hai? Admi: 38,000 ka! Pathan: (Hairan Ho Ker) . . Touch screen wala hai kia?

Arz Kia Hai? Zara Ghor Farmaiiye Arz Kia Hai Eid Eid Karte Kiun Karte Ho Eid Bhi Aajayegi Kia? Eid Eid Karte Kiun Ho Eid Bhi Aajayegi Ramzan Ke Pure Rozay Rakho Aqal Thikane Aajayegi

Eid ke chand ko dekho to rok lo aansuu, Jo ho sake to mohabbat ke ehtraam karo..

Laata Hai Chand Sahri Wa Aftar Ki KhushiPhir Chand Dekh Kar Hi Manate Hain Khushi

Namaaz Parh Ke Tere Gham Galay Laga Loon Ga Akailay Eid Manaana Meri Sarshat Nahi

Hmne Tmhain dekha nahi kiya Eid Manayen Jis ny tmhain dekha usey Eid MUbarak …! =P

Zara dum ko bhulaa do qissa dard e judai tum, Bina dil ke, lekin manaa lo aaj eid la din hai..

Chand Raat Mubarak HoChand Nzr Aa Giya HayMein Ne Abhi Apni Ankhon SyKhud Ko Aineey Mein Dikha Hay..Chand Raat Mobarak DostooLagta Hai Koi Jaal Raha Pani Pank Bhai…;)

ap ny kya socha pigham nahi ayega socha yeh dost apko yunhi bhool gye ga yeh to adat hai ‘humari satany ki warna itna piyara dost EID pr kn bhulana chahye ga……..

Arz Kia Hai? Zara Ghor Farmaiiye Arz Kia Hai Eid Eid Karte Kiun Karte Ho Eid Bhi Aajayegi Kia? Eid Eid Karte Kiun Ho Eid Bhi Aajayegi Ramzan Ke Pure Rozay Rakho Aqal Thikane Aajayegi

Yaadon Ki Kitabon Ke Samne Rakh KarMari Eidein Band Kumre Main Guzar Jati Hy..?