Muhabbat ko miley manzil bhala kesay Haqeqat sirf itni hai Azal sey hi Muhabbat rast’on ki qaid mein gum hai
Muhabbat ko miley manzil bhala kesay Haqeqat sirf itni hai Azal sey hi Muhabbat rast’on ki qaid mein gum hai
Bhala tm ye bhi to btao Ky kbhi koi janat chor kr ja skta hai Meri maa aik janat hai Aur mein is ka makee’n hun
Teray naam ke kitnay hi parinday, Hawa main uraye hum ne, Har pal tu khush rahay janaan, Kitnay hi mizarun pe diye jalaye hum ne..
Mat pocho tum is raaz ko hum sey pata nahi kia kia hum is mein band rakhtey hein kia batain logo’n ko hum youn bhi hein pagal tehray
Wo tera parda sirka key dekha Wo tera anchal hata key dekha mujh ko kahin pagal na ker dey wo tera ruk ruk key ankh’ain ghuma key dekhna
Mein zamaney key liye aik tana ban gaya hun Tera jo dewana ban gaya hun Mein ik acha bhala insaan hoa kerta tha Aaj khod ik pagal-khana ban gaya hun
Abhi bhi waqt hai khuwab’on ko tabeer ker dalo wafa ko apney mathay per likho taqdeer ker dalo kisi key pyar ko per’on ki tum zanjer ker dalo
Suno, kisi Ne Such kaha tha, ye, Mohbbat Mar Nhi Skti, Magr, Adhora Such Suna Hmnay, Mukamal Such to ye he k Mohabat khud Nhi Marti Mohbbat Maar deti hai..
Suno jana’n! Muhabbat key safar mein aisa bhi mor aye ga Judai ghat mein ho gi To agey barh key is key hath apna hath dey dena Tum us ko maat dey dena
Sukoon Milta Hy Jab Un Sy Baat Hoti Hy Hazaa Raato?n Me Wo Ek Raat Hoti Hy …? Nigah Utha K Wo Dekhe?n Kbhi Jo Meri Taraf Wo Hi 1 Nigah Meri Kainaat Hoti Hy
Thukra ke usne mujhko, kaha ki muskuraao! Maine hans diya, aakhir sawal uski khushi ka tha. Maine khoya woh jo mera tha hi nahi, Usne khoya wo jo sirf usi ka tha.
Yaad aaoun to bus itni si Inayat krna, Apne badle hue Lehje ki wazahat krna, Tum to chahat ka shah’kar hua krte thy, Kis se sikha hai ye Mohbat me milawat krna…
Khud ko rafta rafta faramosh ker sako’n Per tujh ko bhulana meray ikhtiyar mein nahi Tujhey jeetna to meray muqadar mein nahi Aur tujhey harna meray ikhtiyar mein nahi
MohaBBat Se, Anayat Se, Wafa Se, Chot LGti Hai, Bikharta Phool Hoon, Mujko Hawa Se Chot LGti Hai, Meri Ankhoon Main Ansu Ki Tarah 1 Raat Aajao, Takluf se, Bnavat Se, Ada Se Chot LGti Hai,
Os sy bichry zamana ho gaya hai ye kissa ab purana ho gaya hai khander se ho gaye hain gher wo sary sheher wo ik verana ho gaya hai uthao saz ab sangeetkaro mera jeevan tarana ho gaya hai