Nawaza jo kuch bhi mere Khuda ne mujhe, Peechey waseela mere sarkaar ka hai, Gaye jo aap “Sidratul-Muntaha” se bhi agey, Rutbaa kitna ooncha mere sarkaar ka hai, Ghulami-e-Rasool mein baha de gaye lahuu bhi apna, Mera jism, Meri rooh, Sabhi mere sarkaar ka hai..

Na afsos hai tujhe sahab na koi sharmindagi hai, Guzar rahi hai jo gunaahon mein yeh kesi zindagi hai..

Yu’n to syed bhi ho, mirza bhi ho, afghan bhi ho, Tum sabhi kuch ho, bataao to musalmaan bhi ho ?

Aqal Ko Tanqeed Say Fursat Nahi Aray Isqh Par Amaal Ki Bunyaad Rakh

Al-Qur’aan : Agr Tum Sabar Kro Aur Allah Se Darrtay Raho Tau Inn (Kaafiro’n ) Ka Makar Tum Ko Zra Sa Bhi Nuqsaan Nhi Pohnchaa Sakta. (Parah #4, Surah, Al-Imraan, Ayat #120) Jum’aa Mubarak And Subha Bakhair..!

Daikh kar bhi tere jalwe nahin daikhe jate, Wohi pabandie adaab e nazar hai k jo thi.

Khairat hai ke taleem-o-taraki mein hai peechey, Jiss qaum ka aghaaz hi Iqraa se huaa thaa..

Ibtida hø kuch is tarha se tery naam k sath, ( YA ALLAH ) K din guzar jaye teri rahmatøn k nazøøl men..!!

Humko Ali(as) Ke Ishq Ne Aala Banaadiya!!!! Qatra Tha Hussain(as) Ne Dariya Bana Diya!!!! Jab Maatami Libhaaz Kiya Humne Zeb-E-Tan!!!! Humko Gham-e-Hussain(as) Ne Kaaba Banadiya!!!

Sajdon ke iwaz firdos miley yeh baat mujhe manzoor nahin, Be-laus ibaadat karta hon, banda hoon tera mazdoor nahin..

Ya Allah ? Teri Azmaton Say Hoon Bay-Khabar Ye Meri Nazar Ka Kasoor Hai Teri Rah?guzar May Kadam Kadam Kahin Arsh Hai Kahin Toor Hai Ye Baja Hai Malik-E-Band Agi Meri Bandagi May Kasoor Hai Ye Khata Hai Meri Khata Magar Tera Naam Bhi To Ghafoor Hai Ye Bata Tujh Se Miloon Kahan Mujhe Tujh Say Milna Zaroor Hai Kahin Dil Ki Shart Na Dalna Abhi Dil Nigahon Say Dur Hai

Aye khuda teri shaan dekh raha hun Bina satoon kay khara asmaan dekh raha hun Teri jalwa giri hai jaga jaga Teri ibadat say gafil yah jahan dekh raha hn

Kaisa Nabi, Kaisa Khuda, Paisa Nabi, Paisa Khuda..

Chaand ki Pehli Dastak Pay, CHaaNd MuBaRaK Kehtay Hain, Sub Say Pehlay Hum Aap Ko, “RAMZAN MUBAARAK” kehtay hain.

Ya Allah – Teri Azmaton Say Hoon Bay-Khabar Ye Meri Nazar Ka Kasoor Hai Teri Rah?guzar May Kadam Kadam Kahin Arsh Hai Kahin Toor Hai Ye Baja Hai Malik-E-Band Agi Meri Bandagi May Kasoor Hai Ye Khata Hai Meri Khata Magar Tera Naam Bhi To Ghafoor Hai Ye Bata Tujh Se Miloon Kahan Mujhe Tujh Say Milna Zaroor Hai Kahin Dil Ki Shart Na Dalna Abhi Dil Nigahon Say Dur Hai