Adhoorey Chaand KiWoh Adhoori RaatHontoo Per Dum ToortiUn Kahi Un SuniWoh Adhoori BaatWoh Kuch Ajnabi SaWoh Kuch Shansa SaRahi Adhoori MulakaatDil Ne Kuch KhoyaDil Ney Kuch PayaAjnabi Un ChahiAdhoori Woh ShaamLey Ker Ghum SareMerey Badley MeinGhum Bhi Apna Na DiyaKya Dosti Kya PyaarKaisey Deta Woh IsRishtey Ko Koi Naam…..Bus Sub Gumnaam……Be Naam……..Anjaan!Adhoori MulakaatAdhoori Her Baat!AurAdhooray Chaand KiWoh Adhoori Raat!

Tanhayi Ki Yeh Kuch Aisi Ajab Raat HaiTujhse Judi Hui Har Yaad Mere Saath HaiKis Kadar Ki Thi Mohabbat Humne TumseSoch Kar Hui Aaj Ashqon Se Mulaqaat HaiKaisa Junoon Tha Us Ishq Mein Dil Ro AyaMachal Utha Phir Se Har Woh Jazbaat HaiTu Mujhko Bewafa Keh Gaya Najane KyoGar Chahna Bewafayi Hai , To Bewafayi Ki Raat HaiTadap Raha Hai Tanha Chand Bina Chandni KIs Andheri Raat Mein Aaj Kuch Aur Hi Baat HaiYu Aye Zindagi Mujhe Akela Chordh Diya TuneKe Kafan Odh Rahi Mujh Par Aaj Yeh Raat Hai

Tum aankhon se dur ho hui neend aankhon se durmere sathi gham ke chot se hua dil ka shisha choormujhe shikwa hai taqadir se nahi tum se koi gilamujhe lakar yun pardes mein mera sab kuch chin liyameri aankhon mein aansu aa base hun rone par majaburmere zakhm hue pardesiya aa risris ke nasurmujhe rogi karake pyar ka diya gham ka rog lagamere jalate hue charag ko meri qismat gai bujhamujhe dhoka diya nasib ne nahi mera koi kusurmujhe dhoka diya nasib ne nahi mera koi kusurPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Aziz Kashmiri

Raat Ka Galiban ,Aakhiri Pehar Tha …Mujh Say Tanha Sitara Yoon Gooya HoaHamnasheen …Alwida !!Aey Meray Hamnasheen . .Mujh Ko Nend Aa GaiTum Bhi So Jaao Ja Ker KahenKal Milen Gay Yaheen..!!Ye Sun Kar Main Halka Sa Muska DiaUs Ko Batla DiaJanay Walay Yahan Lout‘tay He NahiTum Na Ao Gay KalMujh Ko Hay Ye YaqeenBaat Sun Kar MeriWo Ruk Sa Gia …Or Kehnay Laga ..*Tum Say Wadah KaronPhir Na Pora Karon ?Aisa Mumkin Nahi …Sun Meray Hamnashen …Main To Insaa‘n Nahi

Tarz jine ka sikhati hai mujhetashnagi zeher pilati hai mujheraat bhar rahati hai kis baat ke dhunna jagti hai na sulati hai mujheruthata hun jo kabhi duniya sezindagi aake manati hai mujheaaina dekhun to kyunkar dekhunyaad ik shakhs ke aati hai mujheband karta hun jo aankhen kya kyaroshani si nazar aati hai mujhekoi mil jaye to rasta kat jayeapni parachai darati hai mujheab to ye bhool gaya kis ke talabdes parades phirati hai mujhekaise ho khatm kahani gham keab to kuch neend si aati hai mujhePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Khalil ur Rahman Azmi

Tu bhi kisi ka pyar na paye khuda karetujh ko tera nasib rulaye khuda kareraton mein tujh ko neend na aaye khuda karetu darbadar ke thokaren khaye khuda kareaaye bahar tere gulistan mein bar bartujh par kabhi nikhar na aaye khuda karemeri tarah tujhe bhi javani mein gham miletera na koi sath nibhaye khuda karemanzil kabhi bhi pyar ke tujh ko na mil saketu bhi dua ko hath uthaye khuda karetujh par shabevisal ke raten haram honshammen jala jala ke bujhaye khuda kareho jayen badduayen meri dosto galatab un pe koi harf na aaye khuda karePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Hafeez Jullundhary

Tera mera jhagada kya jab ik aangan ke matti haiapne badan ko dekh le chukar mere badan ke matti haibhukhi pyasi bhatak rahi hai dil mein kaheen umeed liyehum aur tum jis mein khate the us bartan ke matti haigairon ne kuch khwab dikhakar neend churali aankhon selori de de har gai jo ghar aangan ke matti haisoch samajhakar tum ne jis ke sabhi gharonde tod diyeapne sath jo khel raha tha us bachpan ke matti haichal nafarat ko chod ke ‘anjum’ dil ke rishte jod ke ‘anjum’is matti ka qarz utaren apne vatan ke matti haiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :  Sardar Anjum

Os Ke Bina Ab Chup Chap Rehna Acha Lagta HaiKhamoshi Sey Dard Ko Sehna Acha Lagta HaiJis Hasti Ki Yaad Mein Aanso Barstey HainSamne Os Ke Kuch Naa Kehna Acha Lagta HaiMil Kar Os Se Bichar Naa Jaaon Darta Rehta HonIs Liye Bas Door Hi Rehna Acha Lagta HaiJanta Hon Keh Chahat Mein Bas Aanso Milte HainKuch Bhi Ho Ab Is Zehar Ko Peena Acha Lagta HaiJe Chahey Sab Khushiyan Laa Kar Os Ko De DoonOs Ke Pyaar Mein Sab Kuch Khona Acha Lagta HaiOs Ka Milna Naa Milna Qismat Ki Baat HaiPal Pal Os Ki Yaad Mein Roona Acha Lagta HaiOs Ke Bina Sab Khushiyan Wasee Ajab Si Lagti HainRoo Roo Kar Os Ki Yaad Mein Sona Acha Lagta Hai