Tera mera jhagada kya jab ik aangan ke matti haiapne badan ko dekh le chukar mere badan ke matti haibhukhi pyasi bhatak rahi hai dil mein kaheen umeed liyehum aur tum jis mein khate the us bartan ke matti haigairon ne kuch khwab dikhakar neend churali aankhon selori de de har gai jo ghar aangan ke matti haisoch samajhakar tum ne jis ke sabhi gharonde tod diyeapne sath jo khel raha tha us bachpan ke matti haichal nafarat ko chod ke ‘anjum’ dil ke rishte jod ke ‘anjum’is matti ka qarz utaren apne vatan ke matti haiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :  Sardar Anjum

Your Comment Comment Head Icon

Login