Daastaa’n Khatam Honay Wali Hai, Tum Meri Aakhri Muhabbat Ho…!!!

Chandani rah e mulaqat me diwar bani, Chand bhi jaise tera chahne wala nikala.

Us k dil pe bhi, kya khoob guzri ho gi, Jis ne ik merz ka naam, Muhabbat rakha..

Hum ko halat ne is tarah kia tha yakja, Jaise guldan me do phol gale milte hain.

Nasloon ka fasala hai mere un k darmian, Is waqt jin boton se muhabbat hoi muje.

Khod wo aghosh kashada hai jazere ki tarah, Phele dariaon ki mand muhhabat us ki.

Narm-o-naazuq hai gulaabon jaisa, Woh hai naazuk mere khawbon jaisa.. Johar Syedi

Uski baatein theen riwayat se hatt kar, Sab me rehta tha magar sab se judaa tha..

Jii bhar k daikhata hon me us k jamal ko, Muj se nigar e waqt ka parda nahin raha.

Sabit qadan rahe hain muhabbat me aik hum, Warna tamam sheher me be reh rawi rahi.

Achey lage jo tum, so hum ne bata diya, Nuqsaan yeh hua, ke maghroor ho gaye tum..

Mujhe Chahte Honge Aur Bhi Bahut Log. Magar Mujhe Mohabbat Apni Mohabbat Se Hai..!!

Husan chahe jise hans bol k apna kar le, Dil ne apnon ko bhi begana bana rakha hai.

Tota to hon magar abi bikhara nahin faraz, Waqat zalim hai hirak moor pe takrae ga.

Kitni Ajeeb Thi Dastan-e-Mohabbat k Ek Aankh ? Samandar .. Aur Duuji ? Pyaasi ? Thi