Na Koi ranjj ka lamha kisi k paas aye … ! Khuda krey ke naya saal sab ko raas aye .
Na Koi ranjj ka lamha kisi k paas aye … ! Khuda krey ke naya saal sab ko raas aye .
Zindagi pheli hui thi sham-e-hijra’n ki tarha! Kis ko hosla tha kon je ker dekhta..
Sharm ada-e-naz hai apney sey hi sahi.. Hein kitney be-hijaab key yuon hein hijaab mein.!
Sadkey ki tarha ser sey utara hua din hai.. Her din yehi lagta hai guzara hua din hai..!!
Zabt-e-gham ki ab ho chuki hai inteha .. Khoon-e-dil ankh’on sey ab behney bhi do.!
Zabt kertay hein to har zakham lahoo deta hai.. Aah kertay hain to andesha-e-ruswai hai.!
Ishq mein kon phira qol-o-qalam sey pehlay..! Apney dil sey to zra pochey hum sey pehlay..
May you be guided by your faith in Allah & shine in his divine blessings! Eid Mubarak
Kon seh sakta hai hayat-e-jawedan ki talkhiyan Zindagi par mout ka kitna bara ehsan hai. .
Kia karay meri masehai bhi karnay wala. . Zakham hi ye mujhay lga hai nahi bharnay wala. !
Jaaingy hum bhi khuwab k us sheher ki taraf. . ! Naao palat tou aaye musafir utaar k . . !
Wo Jo Auro?n Ko Batata Hy Jeeney K Tareeqey Khud Apni Mutthi Main Meri Jaan Liye Beta Hy ?
The fire of jahanam will not touch the person who recites ?Allah-huma aajir-ni minan-naar?
main aaj sirf mohabbat ke gam karunga yaad haan ye baat alag hai ki teri bhi yaad aa jaaye
Chamakta rehta hai mahtaab us k aangan mein. . Shab-e-siyah uter aaye kaisy ghar us k. . !