Laash parwane ke aage sy hata de koi Shama masoom hai badnaam hui jati hai!

tum socho kahan jao gay..mohsin.. log to thak haar kay ghar jaaty hian.. !!

Ab to agey naam tumhara bhi aaye ga, Kaho to chorr doon yahin fasaaney ko..

Jab se usey azeez huyi meri zindagi, Mein apni zindagi ki dua mangne laga..

Azaab yeh bhi kisi aur per nahin aya, Ke ik umar chale aur ghar nahin aya..

humne mana k maqbool duaen hon geen hum kahan hon gain duaon ka asr hone tk

Kash kOi tu IkhtiYAr mere pas hOta!! Ose panE ka Ya chupkE sE mar janE ka!!

Sabhi ko apney gham hotey hein lekin.! Mujhey jo ghum hai wo mera nahi hai..

Zehan ne jab bhi mazi k dareche khole, Sard jhonkon k hoz garam hawa ai hai.

Pehle to yun teri haalat nahin thi, Yeh maana ke tum ko mohabbat nahin thi..

Aik missrah hai zindagi meri, Aap chahain tou sher ho jayen… 😛

Barbad e tamanna pey ataab or zayada, Han meri mohabbat ka jawab or zayada..

Har Koi Pochta He Karte Kya Ho Tum, Goya K Jese mohabbat Koi Kaam Hi Nhi..!!

Ab dekhiye to kis ki jaaan jati hai, Us ne meri mene us ki qasam khayi hai..

Baat Aik Shakhs Ki Nhi Loogon . . Uth Gai Hain Wafaaiyen Dunya Se …!!!