Zaror kuch to hai apni hayat ka maqsad, Suna hai cheez koi deher me fazol nahin.

Aashq wo arsa parkhar hai humdmp k jahan, Zindagi raas na ae to qaza bhi na mile.

Zindagi jis ko tera piar mila wo jane, Hum to na kaam rahe chahne walon ki tarah.

Tum takalaf ko bhi ikhlas samjate ho faraz, Dost hota nahin har hath milane wala.

Chote Shehar Ke Akbar Jaisa Hun MainDil Sy Likhta Hun Shyad Isliye Kam Bikhta Hun

Us Ko Pana Hi Meri Zindagi Ka Maqsad HaiGar Wo Milta Hai, Mujhe Mar K Amar Jane D

Kehte hain teri zulaf e pareshan ko zindagi, Ae dost zindagi ki tamana buri nahin.

Zindagi kia hai talismat ki wadi ka safar, Phir fursat nahin milti muje herani ki.

Thoker se mera paon to zakhami hoa zaror, Raste me jo khara tha wo kehsar hat gea.

Me zindagi ki sakhawat pe kanp uthata hon, K be daregh ye zalim luta rahi hai muje.

Zindagi to kaat gai qaid e tamana me tamam, Abb tarado kia karain apni rahai k lie.

Chara sazon se alag hai mera miyar k me, Zakham khaon ga to kuch aur sanwar jaon ga.

Badla wafa ka dein ge barhi sadgi se hum tum hum se rooth joa ge our ZINDAGI se hum.

Zindagi jis ko tera pyaar mila woh jaane, Hum to nakaam rahe chahne walon ki tarah..

Kehte hain us gali ki hawa me hai zindagi, Yon hai to apne sath adam ko bhi le chalo.