Lahu na ho to kalam tarajuman nahi hotahamare daur mein aansu zuban nahi hotajahan rahega waheen roshni lutayegakisi charag ka apna makan nahi hotaye kis maqam pe lai hai meri tanahaike mujh se aj koi badguman nahi hotamain us ko bhool gaya hun ye kon manegakisi charag ke bas mein dhuan nahi hota‘wasim’ sadiyon ke aankhon se dekhiye mujh kowo lafz hun jo kabhi dastan nahi hota Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Wasim Barelvi

Your Comment Comment Head Icon

Login