ajanabi apne qadmon ko roko zarajanati hun tumhare liye gair hunphir bhi thaharo zarasunate jao ye ashkon Bewafa dastansath lete chalo ye mujassim fuganaj duniya mein mera koi bhi nahimeri ammi nahimere abba nahimeri aapa nahimere nanhe se masum bhaiya nahimeri ismat ki magrur kiranen nahiwo gharonda nahi jis ki saye taleloriyon ki tarannum ko sunati rahiphul chunati rahigit gati rahimsukurati rahiaj kuch bhi nahimeri nazaron ki sahame hue aainemeri ammi ki mere abba ki aapa kiaur mere nanhe se masum bhaiya ki khoon sehain dahashatzadaaj meri nigahon ki viraniyanchand majaruh yadon se aabad hainaj meri umangon ki sukhe kanvalmere ashkon ki pani se shadab hainaj meri tadapati hui sisakiyanek sazeshikasta ki fariyad hainaur kuch bhi nahibhuk mitati nahitan pe kapada nahiaas madum haiaj duniya mein mera koi bhi nahiajanabi apne qadmon ko roko zarasunate jao ye ashkon bhari dastansath lete chalo ye mujassim fuganmeri ammi banomere abba banomeri aapa banomere nanhe se masum bhaiya banomeri ismat ki magrur kiranen banomere kuch to banomere kuch to banomere kuch to banoPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Balraj Komal 

Your Comment Comment Head Icon

Login