Bazid hai dil tumhary bin guzara ho nahin sakta magar hum manty hain tu hamara ho nahin sakta tmhary bin bari berang hogi zingagi apni tmhary bahd koi b sahara ho nahi sakta tmhara b to hoga hath meri is tabahi main faqat taqdeer ka to kheel sara ho nahi sakta

Your Comment Comment Head Icon

Login