Aj ke din na pucho mere dostodur kitne hain khushiyan manane ke dinkhul ke hansane ke din geet gane ke dinpyar karne ke din dil lagane ke dinaj ke din na pucho mere dostozakhm kitne abhi bakhtebismil mein haindasht kitne abhi rahemanzil mein haintir kitne abhi dasteqatil mein hainaj ke din zubun hai mere dostoaj ke din to yun hai mere dostojaise dardoalam ke purane nishansab chale suedil karavan karavanhath sine pe rakho to har ustakhvanse uthe nalaeal’aman al’amanaj ke din na pucho mere dostokab tumhare lahu ke darida alamfarqekhurshidemahashar pe honge raqamaz karan ta karan kab tumhare qadamleke uthega wo baharekhun yambayamjis dil mein dhul jayega aj ke din ka ghamsare dardoalam sare jauresitamdur kitni hai khurshidemahashar ke lauaj ke din na pucho mere dostoPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Faiz Ahmed Faiz

Your Comment Comment Head Icon

Login