Phul the badal bhi tha aur wo hasin surat bhi thidil mein lekin aur hi ek shaql ke hasrat bhi thijo hawa mein ghar banaye kash koi dekhatadasht mein rehte the par tamir ke aadat bhi thikah gaya main samane us ke jo dil ka mudd’akuch to mausam bhi ajab tha kuch meri himmat bhi thiajanabi shaharon mein rehte umr sari kat gaigo zara se fasale par ghar ke har rahat bhi thikya qayamat hai “munir” ab yaad bhi aate nahiwo purane aashna jin se hamen ulfat bhi thiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Munir Niazi

Your Comment Comment Head Icon

Login