Samajha tha main mujhe kisi qabil bana diyaye kya kiya ki dard ko phir dil bana diyagham ne tagaiyurat ke qabil bana diyajo dard apni had se badha dil bana diyaitane mugalate diye ummidobim nesahil ko mauj mauj ko sahil bana diyaitni kadi nigah se dekha na kijiyehar rishtaenazar ko ragedil bana diyaye kya banane wale tere jee mein aa gaibijli bana raha tha magar dil bana diyahar zarra rahguzar ka to hira nahi ‘siraj’jis mein salahiyat thi use dil bana diyaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Siraj Lucknawi

Your Comment Comment Head Icon

Login