Tere milane ko bekal ho gaye hainmagar ye log pagal ho gaye hainbaharen leke aaye the jahan tumwo ghar sunsan jangal ho gaye hainyahan tak badh gaye aalamehastiki dil ke hausale shal ho gaye hainkahan tak tab laye natavan dilki sadame ab musalsal ho gaye hainnigaheyas ko neend aa rahi haimusarda purashk bojhal ho gaye hainunhen sadiyon na bhulega zamanayahan jo hadase kal ho gaye hainjinhen hum dekh kar jite the ‘nasir’wo log aankhon se ojhal ho gaye hainPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Nasir Kazmi

Your Comment Comment Head Icon

Login