Wo sava yaad aaye bhulane ke badzindagi badh gai zeher khane ke baddil sulagata raha aashiyane ke badaag thandi hui ik zamane ke badroshni ke liye ghar jalana padakaisi zulmat badhi tere jane ke badjab na kuch ban pada arzegam ka javabwo khafa ho gaye muskurane ke baddushmanon se pasheman hona pada haidoston ka khulus aazamane ke badbakhsh de ya rab ahalehavas ko bahishtmujh ko kya chahiye tum ko pane ke badkaise kaise gile yaad aaye ‘khumar’un ke aane se qabl un ke jane ke badPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Khumar Barabankvi

Your Comment Comment Head Icon

Login