hadase kya kya tumhari berukhi se ho gayesari duniya ki liye hum ajanabi se ho gayegardishedauran, zamane ki nazar, aankhon ki neendkitne dushman ek rasmedosti se ho gayekuch tumhari gesuon ki barahami ne kar diyakuch andhere mere ghar mein roshni se ho gayeyun to hum aagah the saiyad ki tadbir sehum asiredamegul apni khudi se ho gayehar qadam “sagar” nazar aane lagi hain manzilenmarhale tay meri kuch aavaragi se ho gaye Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Sagar Nizami

Your Comment Comment Head Icon

Login