har qadam par nit naye sanche mein dhal jate hain logdekhte hi dekhte kitne badal jate hain logkis liye kije kisi gumgashta jannat ke talashjab ki matti ke khilone se bahal jate hain logkitne sada dil hain ab bhi sun ke aavazejaraspeshopas se bekhabar ghar se nikal jate hain logshama ke manind ahaleanjuman se beniyazaksar apni aag mein chupchap jal jate hain log‘shayar’ un ke dosti ka ab bhi dam bharate hain aapthokaren kha kar to sunate hain sambhal jate hain log Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Himayat Ali Shaya

Your Comment Comment Head Icon

Login