mere hamnafas, mere hamnava, mujhe dost banake daga na demain hun dardeishq se janvalab, mujhe zindagi ke dua na demere dagedil se hai raushani, usi roshni se hai zindagimujhe dar hai aye mere charagar, ye charag tu hi bujha na demujhe chod de mere hal par, tera kya bharosa hai charagarye teri nawazishemukhtasar, mera dard aur bada na demera azm itna baland hai ke paraye sholon ka dar nahimujhe khauf aatishegul se hai, ye kaheen chaman ko jala na dewo uthe hain leke homosubu, arey o ‘shakeel’ kahan hai tutera jam lene ko bazm mein koi aur hath bada na dePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Shakeel Badayuni

Your Comment Comment Head Icon

Login