Dard Minnat KasheDawa Na HuaMain Na Acha Hua, Bura Na HuaJama Karte Ho Kyon Raqibon KoIk Tamasha Hua Gila Na HuaHam Kahan Qismat Azmane JayenTu Hi Jab Khanjar Azma Na HuaKitne Shirin Hain Tere Lab K RaqibGaliyan Khak Bemaza Na HuaHai Khabar Garm Un K Ane KiAj Hi Ghar Mein Boriya Na HuaKya Wo Namard Ki Khudai ThiBandagi Mein Mera Bhala Na HuaJan Di, Di Hui Usi Ki ThiHaq To Yun Hai K Haq Ada Na HuaZakhm Gar Dab Gaya Lahu Na ThamaKam Gar Ruk Gaya Rawa Na HuaRahzani Hai K Dilsitanee HaiLek Dil, Dilsitan Rawa Na HuaKuch To Parhiye K Log Kahte HainAj ‘Ghalib’ Gazalsara Na HuaBy Mirza Ghali

Your Comment Comment Head Icon

Login