Jawan Hai Raat Saqiya Sharab La Sharab La Zara Se Pyas To Buja Sharab La Sharab La Tere Shabab Per Sada Karam Rahay Bahar Ka Tuje Lagay Meri Dua Sharab La Sharab La Yahan Koi Na Jee Saaka Na Jee Sakay Ga Hosh Mein Mita De Naam Hosh Ka Sharab La Sharab La Jawan Hai Raat Saqiya Sharab La Sharab La Tera Bara He Shukria K Pilay Ja Pilay Ja Na Zukar Ker Hisab Ka Sharab La Sharab La Jawan Hai Raat Saqiya Sharab La Sharab La Zara Se Pyas To Buja Sharab La Sharab La

Your Comment Comment Head Icon

Login