hum se bahal rahe hain aap aap bahut ajeeb haindard mein dhal rahe hain aap aap bahut ajeeb hainsayaevasl kab se hai aap ka muntazir magarhijr mein dhal rahe hain aap aap bahut ajeeb hainapne khilaf faisala khud hi likha hai aap nehath bhi mal rahe hain aap aap bahut ajeeb hainwaqt ne aarzoo ke lau der hui bujha bhi diab bhi pighal rahe hain aap aap bahut ajeeb hainzahamatezarbatedigar dost ko dijiye nahigir ke sambhal rahe hain aap aap bahut ajeeb haindayaravar hi to hain ishq ke raste tamamrah badal rahe hain aap aap bahut ajeeb haindasht ke sari raunaqen khair se ghar mein hain to qghar se nikal rahe hain aap aap bahut ajeeb hainapni talash ka safar khatm bhi kijiye kabhikhwab mein chal rahe hain aap aap bahut ajeeb hain  Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Pirzada Qasim 

Your Comment Comment Head Icon

Login