Kab yaad mein tera sath nahi kab hath mein tera hath nahisad shukr ke apni raton mein ab hijr ke koi raat nahimushkil hain agar halat vahan dil bech aayen jan de aayendil valo kuchaejanan mein kya aise bhi halat nahijis dhaj se koi maqtal mein gaya wo shan salamat rahati haiye jan to aani jani hai is jan ke to koi baat nahimaidanevafa darbar nahion yan namonasab ke puch kahanaashiq to kisi ka naam nahi kuch ishq kisi ke zat nahigar bazi ishq ke bazi hai jo chaho laga do dar kaisagar jit gae to kya kahana hare bhi to bazi mat nahi Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Faiz Ahmed Faiz

Your Comment Comment Head Icon

Login