Khuda wo waqt na laye ki sogawar ho tusukun ke neend tujhe bhi haram ho jayeteri masarratepaiham tamam ho jayeteri hayat tujhe talkh jam ho jayegamon se aainaedil gudaz ho terahujumeyas se betab hoke reh jayewafuredard se simab ho ke reh jayetera shabab faqat khwab ho ke reh jayegururehusn sarapa niyaz ho teratawil raton mein tu bhi qarar ko taraseteri nigah kisi gamgusar ko tarasekhizanrasida tamanna bahar ko tarasekoi jabin na tere sangeastan pe jhukeki jinseijzoaqidat se tujh ko shad karefarebewadaefarda pe aetamad karekhuda wo waqt na laye ki tujh ko yaad aayewo dil ki tere liye beqarar ab bhi haiwo aankh jis ko tera intazar ab bhi haiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Faiz Ahmed Faiz

Your Comment Comment Head Icon

Login