Na tha kuch to khuda tha, kuch na hota to khuda hotaduboya mujh ko hone ne, na hota main to kya hotahua jab gham se yun behis to gham kya sar ke katane kana hota gar juda tan se to zannon par dhara hotahui muddat ke ‘ghalib’ mar gaya par yaad aata haiwo har ek baat pe kahana ke yun hota to kya hotaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Mirza Ghali

Your Comment Comment Head Icon

Login