gameashiqi se kah do raheam tak na pahunchemujhe khauf hai ye tohamat mere naam tak na pahunchemain nazar se pee raha tha to ye dil ne baddua ditera hath zindagi bhar kabhi jam tak na pahunchenai subah par nazar hai magar aah ye bhi dar haiye sahar bhi rafta rafta kaheen sham tak na pahunchewo navaemuzamahil kya na ho jis mein dil ki dhadakanwo sadaeahaledil kya jo avam tak na pahuncheunhen apne dil ki khabaren mere dil se mil rahi hainmain jo unase ruth jaun to payam tak na pahuncheye adaebeniazi tujhe bevafa mubarakmagar aisi berukhi kya ki salam tak na pahunchejo naqaberukh utha di to ye qaid bhi laga diuthe har nigah lekin koi bam tak na pahunchewohi ik khamosh nagma hai “shakeel” janehastijo zuban tak na aaye jo qalam tak na pahunchePoet of the poem/ghazal or Nazam: Shakeel Badayuni

Your Comment Comment Head Icon

Login