jab tere shahar se guzarata hundil bhi karta hai yaad chup ke tujhenaam leti nahi zuban teraye bhi nahi mujhe malumkis mohalle mein hai makan terakon si shakhegul pe raqsan hairashkefirdaus aashiyan terajane kin vadiyonmein thehara haigiratehusn karavan terakis se puchunga main khabar terikon batalayega nishan terateri rusvaiyon se darta hunjab tere shahar se guzarata hunhaledil bhi na kah saka garchetu rahi muddaton qarib merekuch teri azmaton ka dar bhi thakuch khayalat the ajeeb mereaakhir kar wo ghadi aayibaredar ho gaye raqib meretu mujhe chod ke chali bhi gaikhair qismat meri nasib mereab main kyon tujh se pyar karta hunjab tere shahar se guzarata hunwo zamana teri muhabbat kaek bhuli hui kahani haitere kuche mein umr bhar na gayesari duniya ke khak chani hailazzateqarb ho ke zakhmefiraqjo bhi hai teri meharabani haikis tamanna se tujh ko chaha thakis muhabbat se har mani haiapni qismat pe naz karta hunjab tere shahar se guzarata hunPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Saifuddin Saif

Your Comment Comment Head Icon

Login