Duniya se dil lagakar duniya se kya milegayadekhuda kiye ja tujh ko khuda milegadaulat ho ya hukumat taqat ho ya javanihar cheez mitane vali har cheez aanijaniye sab gurur ik din matti mein ja milegaaata nahi palatakar guzra hua zamanakya khwab ka bharosa kya maut ka thikanaye zindagi ganva kar kya fayeda milega Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Charag Hasan Hasrat

Your Comment Comment Head Icon

Login