Kabhi aah lab pe machal gai kabhi ashk aankh se dhal gayewo tumhare gham ke chirag hain kabhi bujh gaye kabhi jal gayemain khayalokhvab ke mahafilen na baqadreshauq saja sakatumhari ik nazar ke sath hi mere sab irade badal gayekabhi rang mein kabhi rup mein kabhi chanv mein kabhi dhup meinkaheen aafatabenazar hain wo kaheen mahatab mein dhal gayejo fana huye gameishq mein unhen zindagi ka na gham huajo na apni aag mein jal sake wo parai aag mein jal gayeya unhen bhi meri tarah junun to phir un mein umjh mein ye farq kyamain giraftegam se na bach saka wo hududegam se nikal gaye Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Rashid Kamil

Your Comment Comment Head Icon

Login