Labon pe narm tabassum racha ke dhul jayenkhuda kare mere aansu kisi ke kam aayenjo ibtadaesafar mein diye bujha baithewo badnasib kisi ka surag kya payentalashehusn kahan le chali khuda janeumang thi ki faqat zindagi ko apanayenbula rahe hain ufaq par jo zardru tilekaho to hum bhi fasane ke raz ho jayenna kar khuda ke liye barbar zikrebahishthum aasman ka mukarrar fareb kyon khayentamam maikada sunsan maigusar udaslabon ko khol kar kuch sochati hain minayenPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Ahmed Nadeem Qasmi

Your Comment Comment Head Icon

Login