hazar gham the meri zindagi akeli thikhushi jahan ke mere vaste paheli thiwo aj bach ke nikalate hain mere saye seki main ne jin ke liye gham ke dhup jheli thijuda hui na kabhi mujh se gardishedauranmeri hayat ke bachpan se ye saheli thichadha rahe hain wo hi aj aastin mujh parki jin ke pith pe kal tak meri hatheli thiab un ke qabr pe jalta nahi diya koiki jin ke dahar mein roshan bahut haveli thiwo jhuk ke phir meri turbat pe kar rahe hain salamisi ada ne to “mahir” ke jan le li thiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Mahir Ratlami

Your Comment Comment Head Icon

Login