hijr ke shab nalaedil wo sada dene lagesunane wale raat katane ke dua dene lagekis nazar se aap ne dekha dilemajaruh kozakhm jo kuch bhar chale the phir hawa dene lagejuz zaminekuejanan kuch nahi peshenigahjis ka daravaza nazar aaya sada dene lagabagban ne aag di jab ashiyane ko merejin pe takiya tha wohi patte hawa dene lagemutthiyon mein khak lekar dost aaye vaqtedafnzindagi bhar ke muhabbat ka sila dene lageaaina ho jaye mera ishq un ke husn kakya maza ho dard agar khud hi dawa dene lage Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Saqib Lucknawi

Your Comment Comment Head Icon

Login