Karwato Mai Guzar Jati Hai Sari RattMuhabbat Kai Cheez Hai Mai Jan LiyaKhawab Ankho Se Kabhi Na Dor HoPheli Nazar Ki Muhabbat Ko Pehchan LiyaTuje Dekh K Dil Dharakta Hai MairaMai Ne Tuj Ko Apna Man Liya

Hawa Mein Saans Chali GayiSaza Mein Aas Chali GayiMehsoos Hui Itni MujhePaani Ki Pyaas Chali GayiJis Dava Ki Chah Thee Itni MujheWoh Dua Bhee Aaj Chali GayiMohabat Ibadat Hoti HaiKabhi Thee Paas Chali Gayi

Teri Nasili Nigaho Ki Garmi Pathar Ko Bhi Pighla De,Tere Husn Ki Ek Jhalak Kitne He Tajmahal Banva De,Bheegi Saanse,Sone Sa Rang,Aadao Main Naster Hain TereInsaan To Kya Tu Farishto Ka Bhi Imaan Dagmaga De

Mohabbat Aisa Alam Dekhayegi, Maloom Na Tha MujheTeri Chahat Deewana Banayegi, Maloom Na Tha MujheAab Pyaar Mein Iskadar Doobi Hun, Hun Is Duniya Se BakhabarIshq Mauth Ke Khof Se Pare Hai, Maloom Na Tha Mujhe

Bhar Aayi Meri Aankhen Jab Uska Naam AayaIshq Nakam Sahi Phir Bhi Bahut Kaam Aaya…Hamne Mohabbat Me Aisi Bhi Guzaari RaateinJab Tak Aansu Na Bahe Dil Ko Na Aaraam Aaya……Share By : Atif Aslam

Wo Nahen HaiTo Os Ki Chahat MeinKis LiyeDin Raat Sanwarte HoKhud Se Be Rabt Baten Karte HoApna Hi Aks Nochne Ke LiyeKhud Ulajhte Ho Khud Se Darte HoHum Na Kehte ThaiHijr Walon Se’ Aaina Guftago Nahen Karta

Har Raahi Ko Mann Chaha Mukaam Nahi Milta,Jisko Jee Bhar Pyaar Kar Sake Wo Insaan Nahi Milta,Aasma K Sitaro Ki Tarah Hamare Armaan Bhi Bikhrte Rehte Hai,Jo Apne Dil Mein Hamein Jagah De Sake Wo Meharbaan Nahi Milta

Mera Din Chupa Kisi Raat MayMeri Raat Chupi Kisi Zaat MayMeri Zindgi Kisi Raaz MayKoi Raaz Hai Meri Zaat MayMay Jahan Kaheen Bhatak GiaMay Girta Girta Sanbhal GiaMujhy Thokroun Se Pata ChalaKoi Haath Hai Mery Haath May

Is Taqdeer Ka Kya Karna Jab Tum Hi Nahi Taqdeer Key PaasUn Khwaaboun Ka Kya Karna Jab Tum Hi Nahi Zindagi Key PaasDin Beeta Aur Raat Dhali Ek Mein Hi Tanha Baitha HounSaarey Raanjhey Baithey Houngey Apni Apni Heer Key Paas

Na hoga yak bayaban mandagi se zauq kam merahubabemaujeraftar hai, naqsheqadam meramuhabbat thi chaman se, lekin ab ye bedimagi haike maujebuegul se nak mein aata hai dam meraPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Mirza Ghali

Koi Jagah Na Thi Dil Mein Mohabbat Ke Liye,Aapki Nazar Giri Toh Jagah Ho GayiBure Zamaane Mein Achha Bankar Jeene Ki,Hume Maut Ki Sazaa Ho GayiZindagi Humaari Hai Har Pal Dhalti Shaam,Chehra Aapka Dekha Toh Subha Ho Gayi…

Rah Chalte DekhaSunder Kitini Kayanat Teri Jholi MaiIrshad Kar Diya Tere Un Ankhon Ki Nazaro PeSocha Tha Tughse Do GhariBeth Kar Chahat Ka Izhaar Kar SakuKambhakt Waqt Ki Nazakat Ne RokaIn Labzo Ko Jo PhirKabhi Ikraarr Na Kar Sake

Meri Zindagi To Firaaq Hai,Woh Azal Sy Dil Main Makeen SahiWoh Nigah E Shauq Sy Door Hain,Rag E Jaan Sy Laakh Qareen SahiHumein Jaan Deni Hai Aik Din,Woh Kisi Tarah Woh Kaheen SahiHumein Ap Khainchiye Daar Par,Jo Nahin Koi Tu Hameen Sahi. 

Rang Hai Khushboo Hai Saba Hai KoiMausamEGul Ki Tarah Mujhse Mila Hai KoiHusn Ho Kar Mohabbat Hai Wafa Hai KoiAisa Lagta Hai Zamane Se Juda Hai KoiApni Pehchaan Hui Jati Hai Mushkil Mujh Ko,Yun Aaj Meri Taraf Dekh Raha Hai KoiShare By : Bindu Mahajan

Us Ka Ajab Faisla Mujhay Milne Se He Mna KrdiyaNahin Maloom Kya Ye Us Ki Aakhri Had HayMeray JazbaEShoq Ne Us Ko Boht Dukhi KiyaWo Ye Na Jan Saki K Pyar Ki Had Kya HayNa Mujhay Samjha Saki Na Khud Ko Sanbhal SakiGar Jan Chali Jae To Ye Meri Aakhri Had Hogi