Too Ne Daikha Hai Kabi Ghoor Se Chehray Ko MereKitny Gham Tere Muhabbat Ne Chupaey Hain MereTere Ik Pal Ki Muhabbat Ka Ye Asar Hoa HaiKitny Jazbat Jo Soe Thy Jagae Hain MereMai Tu Apnoo K Hi Dhokoon Main Gira Rehta ThaTujh Ko Paya Hai To Ab Sare Paraey Hain Me

PAS Aao, Ik Ilteja Sun LoPyar Ha BePanah Sun LoEk Tumhi Ko Khud Sa Manga HaJab B Koi Dua Mangi Sun LoIbteda Ishq Ki How Tum SaTum Ko Chahat Ki Inteha Sun LoBin Tere Je Nahi Sakunge MainLot Ao Mere Sada Sun LoDekh Lo Zindagi Adhuri HaNa Raho Aur Ab JUDA Sun Lo..

Shikvay Bhi Hazaron Hain Shikayat Bhi Bohat HaiIs Dil Ko Magar Os Say Mohabbat Bhi Bohat HaiAa Jata Hai Milne Woh Tasawer Mein SareShamIk Shaks Ki Itni Si Enayat Bhi Bohot HaiYe Bhi Hai Tammanna K Osay Dil Se Bhola DeinIs Dil Ko Magar Us Ki Zarorat Bhi Bohat Hai

Woh Iss ANDAZ Ki Muj Se MOHABBAT Chahta HaiMere Her KHUWAB Per Apni HOKUMAT Chahta HaiMere Her LAFZ Mein Jo MUJ Se Barh Ker Bolta HaiMere Her LAFZ Ki Muj Se WAZAHAT Chahta HaiWo KEHTA Hai Ke Mein Us Ki ZARORAT Ban Chuki HoonTo Goya Wo Mujy HasbeZaroorat Chahta Hai

Muhabbat Ab Nahi HogiSitaaray Jo Damakhtay HainKisi Ki ChashmEHairaan MainMulaqaatain Jo Hoti HainJamaalEAberOBaraaan MainYeh Na Aabaad Waqtoon MainDilENaa Shaad Main HogiMuhabbat Ab Nahi HogiYeh Kuch Din Baad Main HogiGuzer Jayen Ge Jab Yeh DinYeh In Ki Yaad Main Hogi

Kitna Anmol Rishta Hai Ye Muhabbat KaJis Mai Bikhra Hai Rang Chahat KaHar Sahaks Hai Muhabbat Mai Badla Badla SaKoi Kanch Ka Hai To Koi Pathar KaMuhabbat Ki Koi Manzil Nahi HotiYe Safar Hai Dil Se Dharkan KaMuhabbat Khuda Ko Bi Hai Apne Bando SeShaid Yehi Rastha Hai Janat Ka

Neeli Neeli Ghata Barasti HayGum Ki Mati Meri Sanwarti HayAur Hay Kon Jis Ko Sochon MienDil Mien Bus Aik Tu Dhrakti HayAah Hoti Tu Nikal Bhi JatiDil Say Khwahish Kahan Nikalti HayDil Ki Basti He Jal Gai SajidAankh Say Raakh Si Barasti Hay(Poet: Sajid Hadayat +92 333 4123685)

Duaon Mein Kisi Ka Hr Ghari Hona Mohabat HaiKisi Ki Yad Ki Chaadar Talay Sona Mohabat HaiKabi Rangeen Ratton Mein Ashq Barsana Mohabat HaiKabi Bhoolay Huye Ka Lot Kr Ana Mohabat HaiKisi Ka Khoon Ban Kr Jism Mein Behna Mohabat HaiOr Is Jeevan Ka Sab Se Qeemti Gehna Mohabat Hai

Muhabbat Phool Hai Jana,Kaho To Phool Ban Jaoon,Tumhari Zindagi Ka Ek,Haseen Asool Ban Jaoon.Suna Hai Rait Pe Chal K,Tum Aksar Mehk Jatay Ho,Kaho To Ab K Bar Main,Zameen Ki Dhool Ban Jaoon.Buhut Nayab Hotay Hain,Jinhein Tum Apna Kehte Ho,Ijaazat Do Ki Main Bhi,Es Qadr Anmol Ban Jaoon

Zindagi Itni Qeemti Nahin Jitna Mehboob HamaraKhuch Pal Ka Sath Nahin Jitna Pyar TumaraAankhon Main Itni Chamak Nahin Jitna Chahra TumaraMeray Bazoon Main Dam Nahin Jitna Seena Khushada TumaraItna Beyqrar Hote Nahin Jitna Yad Krta Dil TumaraYe Sab Such Lagta Nahin Jitna Khaloos Tumara

Teri Muhabbat Ke KhatirDuniya Se Mooh Modi…Riste TodeAakir Ghar Chodi..Per Tumne Yeh Kiya Kiya?Muje Akela Choda,Kahi Dinon Se Na Kath Na Mulakath…Tumari Yadoon Se Roolaya,Din Aur Raat…Na Sukh Na Dukh Mein Diya Sath,Zindagi Ke Pehli Qadam Mein He…Chod Diya Mere Hath

Yun Hi Anjaane Mein Tujhse Rafaqat Si Ho Gayi..Dosti Karne Chale Aur Tujhse Chahat Si Ho Gayi..Tu Na Ho To Main Khud Se Hi Ulajhta Hoon..Kya Karoon Mujhe Teri Aadat Si Ho Gayi..Main Apne Wajood Mein Tujhe Talash Karta Hoon..Mujhe Tum Se Is Qadar Mohabbat Si Ho Gayi.Share By : Deepak Gehani

Tera Mujh Pay Ikhtiar Baqi HayDeikho Kaisa Hisar Baqi HayKoi Chala Gia Phir BhiDil Rastay Pay Gubar Baqi HayYe Khab Hay Ya Ehad KoiJis Ka Muj Pay Bar Baqi HayAankh Mien Dhoaan Sa Rehta HayAag Ki Koi Pukar Baqi HayZindagi Ki Kari Piaas Mien SajidAur Kis Ka Intizar Baqi Hay(Poet: Sajid Hadayat)

Jub Dil To Tumhara Apna HoPur Baatain Sari Uski HonJub Khushbo Oski Ati HoOr Sansai Tumhari Apni HonJub Hud Durja Musrof Ho TumWo Yaad Achanuk Ai ToJub Ankhai Nend Sai Bhojul HonTum Pass Osai Hi Pao ToPhir Khud Ko Dhoka Mut DainaOr Os Sai Ja K Keh Daina“Han Dil Ko Muhubut Hai Tum Sai”

Kahan aansuon ke ye saugat hoginaye log honge nai baat hogimain har hal mein muskurata rahungatumhari muhabbat agar sath hogicharagon ko aankhon se mahafus rakhnabadi dur tak raat hi raat hogimusafir hain hum bhi musafir ho tum bhikisi mod pe phir mulaqat hogiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Bashir Bad