Aaksar Mere Dil Mein Uthta Hai Yea Sawal Gairoon Se Nibha Kar K Kya Hoogi Wo, Khush Haal

Aik Patgar Idhar Aya Hai Tu Is Soch Mein Ho Mere Is Shahar Mein Kis Kis Mei Shanasai Hai

Yeh hum jo roz uthatey hain apni hi lashain, Kisi qalam se yeh manzooriyan to hoti hain..

Ho na ho ye koi sach bolane wala hai qateel, Jis k hathon me qalam paon me zanjeain hain.

Shauq kehta hai ke har jism ko sajda kijiye, Aankh kehti hai ke tu ne abhi dekha kya hai..

Shehar ka shehar mere sath hi chal nikala hai, Sochata hon k is alam me tumhn kia dhondon.

Jis ko tufaan se ulajhney ki aadat ho Mohsin, Aessi kashti ko sammandar bhi duaa deta hai..

Gham e doran ne bhi sekhe gham e janan k chalan, Wohi sochi hoi chalain wohi be sakhta pan.

Phool to phool hain kanton mein bhi khushubu jaage, Tum kabhi apne khayalaat badal kar dekho.

Lag jaye zamaney ki hawa, Jaane kab us ko, Woh shakhss bhi insaan hai, Kuch keh nahin sakte..

Ghazal kehte huye tera saraapa sochta hoon, Zara to soch lo, mein tujh ko kitna sochta hoon..

Socha Tha Achaa Bura Dekha Suna Kuch Bhi Nahi Manga Khuda Se Har Waqt Tere Siwa Kuch Bhi Nahi

Sholaa hoon bharrakne ki guzarish nahin karta, Haq muu se nikal jata hai koshish nahin karta..

Yoon phir raha hai kaanch ka paikar liye huye, Ghaafil ko yeh gumaan hai ke pathar na aye ga..

Bohat se alfaaz hain mujh me kitabon ki tarah, Khamosh mizaaji bhi kitaabon se mili hai lekin..