“Kaisay Ajeeb Log Bastay Hain Tere Shehar Main Mohsin, Shoq e Dosti Bhi Rakhtay Hain Aur Yad Bhi Nahi Krtay”

Jaaan ! Tum Kisi Aur Manzil k Musafir he Thehraay Tu Raah Main Ruk Kar Hum Tera Intazar Kia Kartay………!

Din nahin raat nahin subah nahin shaam nahin, Reh gayi aik “nahin”, “haan” ka kahin naam nahin..

Barh kay Khareed Ley, Koi Aisa Hai Yahan??? Meray Tamaam Khaawb Baraa-e-Farokht Hain…!! (Baraa-e-Farokht:For Sale)

Chori chori hum tum se aa kar mily thy jis jaga. . ! Muddat’ain guzree’n per ab tak wo thikana yaad hai. . !

Aaj Usney Meri Mohabbat Mai Kisi Ko Shareek Kya To Ehsaas Hua Ya RUB?? K Tu Shirk Karney Waloon Ko Kyu Maaf Nahi Kerta..

Mein kisi ko kia ilzaamdon apni Maut ka,”*DOSTO*” Yahan to stanay walay ? apny thay dfnanay walay B apny thay

Khwaish k Aasaar Nazar Aaye Thay Us Ki Aankh0n Mein . . . Jo Kuch Bhi Tha Paas Humary Hum Ne Us Per Waar Diya . . . Zahid

Shouq-o-wisal hai yaha’n, lab pe sawal hai yaha’n.!! Kis ki majal hai yaha’n hum sey nazar mila sakey..

Humain Khud Se Juda Kar K Woh Roye Gaa To Buht ” MoHSIn “…. K Zindagi Se Zindagi Yun Cheeni Nahi Jaati.

Us K Dil Me Thori Si Jaga Maangi The Musafiron Ki Tarha… Us Ne Tanhaiyon Ka Ik Shaehr Mere Nam Kar Diya….!!!~

Kisi k na yaad karne se safr-e-zindagi kat to jata hi hain,,, Mgr apnon ka yun bhula dena qyamat se kam nahi hota….

Log kehty hain jinhain neel-kanwal wo to ‘Qateel’ Shab ko in jheel si aankho’n mein khula karty hain. .

Mera kaarnama-e-zindagi meri hasraton ke siwa kuch nahin, Yeh kiya nahin, woh hua nahin, yeh mila nahin, woh raha nahin..

Meri Awargi Mie kuch Dhakhal Tumhara Bhi hai MOhsin Tumhari Yad ati Hai tu Hame Ghar Acha Nahi Lagtaa…….!!!!!