Aakhri mulaqat sAy mujh kO bas yAi maLoom huwa..! Kay usAy dushwaR lagTa hAy muJh sAy taLuq rakHna..!

Tum se bichar kar zehan aisa howa muntashir….. Ky logo se apnay ghar ka pata pochna para….

Hum se kab mansoob hai ronaq tumhare bazam ki, Hum na hon ge tab bhi ho gi subha teri..Sham teri…

Girafta dil andleeb, ghayal gulaab dekhay Muhabbato’n ne sabhi ruto’n mein azab dekhay. . !

jin ko sooraj meri chokhat se milaa karta thaa…. ab woh khairaat main daity hain ujaaly mujh ko…

Khursheed nahi’n zara na cheez hein phir bhi!! Tabinda,sar-e-rahguzar hein, hum’ein dekho…

Mujhe Maloom Nahi K Meri Aankho ko Kyun Talash Kisi Ki Hai,,Mohsin Usy Dekhta Hun To Manzil ka Gumaan Hota Hai..

Agar wo poch lain humse kaho kis bat ka gham hai… To phr kis bat ka gham hai agr wo poch lain humse…

Tum Taluq torney Ka Kahin Zikar Na Karna Faraz ….! Main Logon Se Kehdonga K usey Fursat Nahi Milti….!

tum bohat jazib-o-jameel sahi zindgi jazib-o-jameel nahi mat karo behas haar jao gi husn itni bari daleel nahi?..!!

!!…Na jany Zamany walon ko kiya addawat hy hum sy…!!! !!…K jiss ko hum chahain sab Usi k Talab-gar ho jaty hain…!!!

Sumandar Se Keh Do Apni Mojain Sanbhal Kar Rakhe ……..Wasi……. Zindgi Mein Toofan Lane K Liye Log Hi Kafi Hain…!

Is ajnabi shehar mein yeh pathar kahan sy aaya …FARAZ…….,… logon ki iss bheer main koi ”APNA” zaror hai.

Bohat Der Kar Di Tum Ne Meri Dharkan Mehsoos Karne Mein, ” WaSi ” Aaj Woh Dil Bhi Nelaam Ho Gaya Jis Ko Kabhi Log Anmol Samjhte Thy.

Ezat-e-nafs ke maray log, Mohabbat haar bethy hain..