zalzalay younhi Besabab nahi atay Faraz, Koi dewana tah-e-khak tarapta hoga…

Hum sehel-talab kon se farhaad they lekin. . Ab sheher mein tere, koi hum sa kahan?

Waqt ka pata chalta nahin apnon ke sath, Apnon ka pata chal jata hai waqt ke sath..

ye bekhudi, ye aawargi, ye neend ka bojh.. apne shehar me hote to ghar chale jate..!

kitNe AnJaaN hAiN sAr E ShaM sOo Jatey Hain, Meri Ankhoo SeH Meri NeenD Churane Waley

Kar Kar k Minnatain Teri Aadat Bigar Di,,,,,, Danista Hum Ne Tuj Ko Sitamger Bana Diya

Rooh Azaad Ho, Majboor-e-Taqaza Na Rahay Hai Tamana K Mujhay Koi Tamana Na Rahay…

mujh se mat puch ke ehsaas ki shiddat kia hai dhuup aisi thi ke saye ko bhi jalte dekha

Ek tamanna si hai iss maayoos dil ki kash, Aaj aansoo ke sath har khwaab bhi beh jaye..

Parhi namaz e janaza to aa kay geron ney, Marey they jin kay liye wo rahey wozo kartey..

ek ajab sa nasha hai teri yado?n mein, Tera ziqr main likhu?n to alfaz rashq karte hain.

Aye shama tujh pe ye raat bhari hai jis terhan, Main ne tamam umer guzari hai es terhan..

Khat me Mere hi khat ke tukre the . . . Aur Mujhe lga, Mere khat ka jawab aaya hai…

Kia Kaha Qasid Tu Ne Zara Phir Se To Kehna, UnKi AnKho’n Me Mere Zikr Pe Aanso Aaye?

sawab samajh kar wo dil k tukre karta hai wasi gunnah samajh k hum nay kabhi gila nahi kya