Kaat Kar Zuban Meri Keh Raha Tha Wo FARAZ, Ab Tumhe Ejazat hai Hal-e-Dil Sunane Ki.
Kaat Kar Zuban Meri Keh Raha Tha Wo FARAZ, Ab Tumhe Ejazat hai Hal-e-Dil Sunane Ki.
Har shaam tumse milne ki adat si ho gayi Phir rafta rafta tumse Mohhabbat si ho gayi
ay hasrat e deedar ye kaya raaz ha akhir… wo samne ate hain to dekha nahi jata .
Saadgi, mehr-o-wafa, mohabbat aur khuloos,, umer bhar hoti rahein yehi khataien mujh sy!!
Zabat se na ashana hum sabar se begana hum, Anjaman me hain shareek e qismat parwana hum.
Jee chahta hai phir koi tujh se karoon sawaal, Teri nahin nahin ne ghazzab ka maza diyaa..
Kon seh sakta hai hayat-e-jawedan ki talkhiyan Zindagi par mout ka kitna bara ehsan hai. .
Bichar ke tujh se na dekha gaya kisi ka milaap, Urra diye parindey shajar pe bethey huye …
Tamanna dard e dil ki ho to kar khidmat faqeeron ki, Nahi milta ye gohar badshahon kay khazeeno me..
Utha k phool ki pati nazakat se masal dali, Ishaaray se kaha hum dil ka aesa haal kartay hain…
Aana jo meri qabar pe to ghairo’n ko na laana, Murdo’n ko hamare haan jalaaya nahi karte..
Mujh main hain gehri udaasi ke jaraseem iss qadar, Main tujhe bhi iss marzz main mubtilaa kar jaon ga..
Dikhawe ki Muhabbat se behter hai Nafrat hi karo hum se….! Hum sache jazbon ki bari qadar kia karte hen….!
TERAY Hatho’n Ki KAARAMAT Ki To Phir Baat Hi Kya MAA!!!!!!! Mujhay To Teray QADMO’N KI MATTI” Bhi “SHIFA” Deti Hay………!!!
Hum ne aese ujaar di jese, Zindagii Baap ki kamayi ho..