Tujh ko dariyadili ke qasam saqiyamushtaqil daur par daur chalata raheraunaqemaikada yun hi badati raheik girata rahe ik sambhalata rahesirf shabanam hi shanegulistan nahisholaogul ka bhi daur chalata raheashk bhi chashmepurnam se behte rahenaur dil se dhuan bhi nikalata rahetere kabaze mein hai ye mizami jahantu jo chahe to sahara bane gulistanhar nazar par teri phul khilate rahehar ishare pe mausam badalata rahetere chehare pe ye zulf bikhari huineend ke god mein subah nikhari huiaur is par sitam ye adayen teri dil haiaakhir kahan tak sambhalata raheis mein khunetamanna ke tasir haiye vafaemuhabbat ke tasvir haiaisi tasvir badle ye mumkin nahirang chahe zamana badalata rahePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Poet Unknown

Your Comment Comment Head Icon

Login