Yaad kisi ke chandani ban kar kothe kothe utari haiyaad kisi ke dhup hui hai zina zina utari hairaat ke rani sahanechaman mein gesu khole soti hairatberat udhar mat jana ik nagin bhi rahati haitum ko kya tum gazalen kah kar apni aag bujha logeus ke jee se pucho jo pathar ke tarah chup rahati haipathar lekar galiyon galiyon ladake pucha karte hainhar basti mein mujh se aage shoharat meri pahunchati haimuddat se ik ladaki ke rukhsar ke dhup nahi aayiisi liye mere kamare mein itni thandak rahati haiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Bashir Bad

Your Comment Comment Head Icon

Login