Karun na yaad agar kis tarah bhulaun usegazal bahana karun aur gungunaun usewo kharkhar hai shakhegulab ke manindmain zakhmzakhm hun phir bhi gale lagaun useye log tazakare karte hain apne logon semain kaise baat karun aur kahan se laun usemagar wo zudfaramosh zud ranj bhi haike ruth jaye agar yaad kuch dilaun usewohi jo daulatedil hai wohi jo rahatejantumhari baat pe ae nasiho ganvaun usejo hamsafar saremanzil bichad raha hai ‘faraz’ajab nahi ki agar yaad bhi na aaun usePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Ahmed Faraz

Your Comment Comment Head Icon

Login