Dil mein ik lahar si uthi hai abhikoi taza hawa chali hai abhishor barpa hai khanaedil meinkoi divar si giri hai abhikuch to nazuk mizaj hain hum bhiaur ye chot bhi nai hai abhibhari duniya mein jee nahi lagatajane kis cheez ke kami hai abhitu sharikesukhan nahi hai to kyahamsukhan teri khamoshi hai abhiyaad ke benishan jaziron seteri aavaz aa rahi hai abhishahar ke becharag galiyon meinzindagi tujh ko dhundhati hai abhiso gaye log us haveli keek khidaki magar khuli hai abhitum to yaro abhi se uth baitheshahar mein raat jagti hai abhiwaqt acha bhi aayega ‘nasir’gham na kar zindagi padi hai abhi Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Nasir Kazmi

Your Comment Comment Head Icon

Login