Ye karen ya wo karen aisa karen vaisa karenzindagi do din ke hai do din mein hum kya kya karenjee mein aata hai ki den parde se parde ka javabhum se wo parda karen duniya se hum parda karensun raha hun kuch lutere aa gaye hain shahar meinaap jaldi band apne ghar ka daravaza karenis purani bevafa duniya ka rona kab talakaaiye miljhul ke ik duniya nai paida karenPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Nazeer Banarasi

Your Comment Comment Head Icon

Login